Kisike Poshida Aib Ko Bayan Na Karo

~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~
ﺃَﻋُﻮْﺫُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ
اَلصَّلاَةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللّٰهِ،
~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~
Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Nabi-E-Kareem صلی اللہ تعالي علیہ والہ وسلم Farman Hai Ki ''Jo Kisi Ka Poshida Aib Dekhe, Phir Usey Chuhpale, Toh Woh Us Shakhs Ki Tarah Hoga Ki Jis Ne Zinda Dafnayi Gayi Bachchi Ko Qabr Se Nikal Kar Us Ki Jaan Bacha Li''.
References
(Musnad Al Imam Ahmad : 6/126 : Hadees : 17334)
(Musalman Ki Parda Poshi Ke Fazail (Hindi) ␼ Maktabatul Madina-Hind, Safha : 8)

Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Nabi-E-Kareem صلی اللہ تعالي علیہ والہ وسلم Farman Hai Ki ''Jab Allahعزوجل Kisi Bandey Ke Saath Bhalayi Ka Irada Farmata Hai, Toh Usey Us Ke Uyub Se Ba Khabar Farma Deta Hai''.
References
(Shoaib ul Imaan : 7/347, Hadees : 10535)
(Musalman Ki Parda Poshi Ke Fazail (Hindi) ␼ Maktabatul Madina-Hind, Safha : 8)
ALLAH ﻋﺰﻭﺟﻞ Aap Par Fazl farmaye !
~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~
جزاك الله خيرا...
              Keep Visiting & Sharing:             
                  www.hamarenabi.in
World's Best Islamic Blog Of Ahle Sunnat
ﺻَﻠُّﻮْﺍ ﻋَﻠَﯽ ﺍﻟْﺤَﺒِﯿْﺐ
ﺻَﻠَّﯽ ﺍﻟﻠّٰﮧُﺗَﻌَﺎﻟٰﯽ ﻋَﻠٰﯽ ﻣُﺤَﻤَّﺪ
( صَلَّى الله تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَالِه وَسَلَّم )
صلی اللہ علی النبی الامی واٰلہ صلی اللہ علیہ وسلم صلوة و سلاما علیك یا رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم
~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~
           Like Us On Facebook:
www.facebook.com/HumareNabi
Nazarahmed Khan (Admin)

World's Best Islamic Blog Of Ahle Sunnat Wal Jama'at. Learn Islam And Sunnah Quran Wa Islamic Hadees In Roman Urdu. Hadees E Nabwi Collection. Hadith Online. Sahih Bukhari Muslim Ibne Maja Nasai Abu Dawood Hadees Sharif Books. facebook instagram twitter android

Assalamo Alaikum,
Aapke Feedback Ya Queries Muze Email Kare.
HumareNabi@gmail.com
Har Comments Ka Jawab Dena Possible Nahi Hota.
Muafi Chahta Hun.
Dua Ki Guzarish.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post