Asma-E-Husna Ki Fazilat Quran Aur Hadees Se
~◆~●~◆~●~◆~●~◆~●~◆~●~◆~●~◆~●~
ﺃَﻋُﻮْﺫُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ
اَلصَّلاَةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللّٰهِ،
~◆~●~◆~●~◆~●~◆~●~◆~●~◆~●~◆~●~
Asma-E-Husna Se Muraad Allahعزوجل Ke Woh Naam Hain Jin Se Allahعزوجل Ko Pukarney Ka Huqm Diya Gaya Hai. Chunanchey, Parah 9 Suratul Aa’raf Ki Aayat Number 180 Me Hai :
وَلِلَّهِ الْأَسْمَاءُ الْحُسْنَىٰ فَادْعُوهُ بِهَا
Tarjuma-E-Kanzul Iman :
“Aur Allah Hi Ke Hain Bahot Achchey Naam Toh Usey Un Se Pukaro.”
• Asma-E-Husna Hain Toh Bahot Zyada Magar Mash’hoor 99 Hain.
Sahih Bukhari Ki Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Hamare Pyare Aaqa صلی اللہ تعالي علیہ والہ وسلم Ka Farmane Aalishan Hai :
Allahعزوجل Ke 99 Asma-E-Husna Hain. Jis Ne Yeh Shumaar Kiye (Yani Yaad Kar Liye). Woh Jannat Me Dakhil Hoga.
Asma-E-Husna Ke Yeh Zaati Wa Sifati Naam Quran-E-Majeed Ki Mukhtalif Suraton Me Maujood Hain.
References
(Sahih Bukhari : Hadees 7392)
(Islam Ki Buniyadi Baatein – Hissa : 3) (Hindi), Maktabatul Madina-Hind, Safha : 13)
ALLAH ﻋﺰﻭﺟﻞ Aap Par Fazl farmaye !
~◆~●~◆~●~◆~●~◆~●~◆~●~◆~●~◆~●~
جزاك الله خيرا…
Keep Visiting & Sharing:
www.hamarenabi.in
World’s Best Islamic Blog Of Ahle Sunnat
ﺻَﻠُّﻮْﺍ ﻋَﻠَﯽ ﺍﻟْﺤَﺒِﯿْﺐ
ﺻَﻠَّﯽ ﺍﻟﻠّٰﮧُﺗَﻌَﺎﻟٰﯽ ﻋَﻠٰﯽ ﻣُﺤَﻤَّﺪ
( صَلَّى الله تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَالِه وَسَلَّم )
صلی اللہ علی النبی الامی واٰلہ صلی اللہ علیہ وسلم صلوة و سلاما علیك یا رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم
~◆~●~◆~●~◆~●~◆~●~◆~●~◆~●~◆~●~
Like Us On Facebook:
www.facebook.com/HumareNabi