Ramzan
-
How To Manage Energy Between Taraweeh, Fasting, And Umrah
There is nothing more spiritually rewarding than performing Umrah during Ramadan. The Holy month of fasting comes with endless blessings and rewards. This is the time when Muslims from around the globe immerse themselves in various acts of worship and take this time to seek forgiveness for their sins. It is also one of the best times to perform the…
Read More » -
The Spiritual Significance of Performing Umrah in Ramadan
There is no better time to perform an Umrah than Ramadan. This blessed month promises endless blessings and multiplied rewards for every good deed. Imagine being at the sacred house of Allah Almighty and pouring your heart out in this holy month. This month is the peak season for pilgrimage, as the spiritual significance of performing Umrah in Ramadan is…
Read More » -
Ramzan Ka Chand Dekhne Ki Dua
Chand Dekh Kar Roza RakhnaNote:- Read About Ramzan Ka Chand Dekhne Ki DuaChand Na Dikhne Par Shahadat Ki HadeesChand Dekhne Ke Bad Ka Amal Mahe Ramzan Ke Mubarak Mahine Ka Aagaz Hone Ja Raha Hai. Karodo Karodo Martaba Shukr ALLAH Rabbul Aalameen Ka Ki Usne Hum Gunahgar Siyakar Khatakar Bandon Ko Apni Rehmat Se Nawaza. ALLAH Ta’ala Hum Sabko Is…
Read More » -
Alwada Alwada Mahe Ramzan Naat Lyrics
Qalb-e-Aashiq Hain Ab Para Para, Alwada Alwada Mahe Ramazan. Tere Aaney Se Dil Khush Huwa Tha, Aur Zoak-e-Ibadat Badha Tha, Aahh Ab Dil Pe Hain Ghum Ka Galba, Alwada Alwada Mahe-e-Ramazan. Naikiyan Kuch Na Hum Kar Sakain Hain, Aah Issiya He Main Din Katain Hain, Haaye Gaflat Main Tujh Ko Guzara, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Koi Husn-e-Amal Na Kar Sakaa Hoo,…
Read More » -
Shab E Qadr Ka Khas Amal
Shab E Qadr Ramzanul Mubarak Ki Wo Muqaddas Rat Hai Ke Jise 1000 Mahino Se Afzal Farmaya Gaya Hai. Yani Lailatul Qadr Ki Ek Rat Me Ibadat Karna 1000 Mahino Ke Ibadat Ke Barabar Hai. Aaiye Hadeese Pak Ki Roshni Me Gaur Karte Hai. Nabi-E-Kareem (Sallallaahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya: Jis Kisine Is Muqaddas Rat Me Yakeen Wa Imaan Ke…
Read More » -
Fazilat E Moula Ali Mushkil Kusha
Shaane Maula Ali Muskhil Kusha Ko Bayan Karna Is Nachiz Gunahgaar Ki Itni Aukat Nahi. Aapki Gulami Ka Saboot Dete Hue Ek Adna Si Koshish Kar Raha Hu. Maula Ali Karamallaho Wajahahul Kareem Ki Shane Aqdas Me La Tadad Hadeese Pak Maujood Hai. Jisme Se Chuninda Hadeese Pak Ko Ek Post Me Likha Hu. 21 Ramzan Shahaadat Moula E Kayenat…
Read More » -
Shab E Qadr Ki Fazilat Aur Namaz O Wazaif
ALLAH Rabbul Aalameen Qur’an-E-Kareem Me Ishard Farmata Hai“Beshaq ! Ise Hamne Shabe Qadr Me Utara Aur Tumne Kya Jaana Kya Shabe Qadr. Shabe Qadr Hazaar (1000) Mahino Se Behtar. Usme Farishte Aur Jibrail Utarte Hai. Apne Rab Ke Huqm Se Har Kaam Ke Liye. Wah Salaamati Hai Subah Chamakne Tak.”(Surah Qadr, Para 30, Aayat 1-5, Tarzuma: Kanzul Imaan)“Haa ! Meem…
Read More » -
Sehri Aur Iftar Ki Fazilat Hadees Se
Marhaba Sad Marhaba Fir Aamad-E-Ramdan Hai Khil Uthe Hai Murzaye Dil Taza Hua Imaan Hai Ham Gunahgaro Par Kitna Ehsan Kiya Hai Ya Rab Ta’ala Tune Ata Fir Kar Diya Ramadan Hai. ALLAH Rabbul Aalameen Quran-E-Kareem Me Irshad Farmata Hai, Aye Imamwalo ! Tum Pe Roza Farz Kiya Gaya. Jaisa Unpe Farz Hua Tha Jo Tum Se Pehle Huye. Taki…
Read More » -
Roza Rakhne Ki Dua Aur Roza Kholne Ki Dua
Roza Rakhne Ki Dua: وَبِصَوْمِ غَدٍ نَّوَيْتُ مِنْ شَهْرِ رَمَضَانَ Wabisaumi Gadin Nawaytu Min Shahari Ramzan Sehri Ke Waqt Me Khas Duaye Padhe: Ya Wasial Fazli Wa Ya Waisal Magfirati Igfirlana. Lailaha iLLAHU AL Hayyul Qayyumul Qayimu Ala Qulli Nafsin Bima Qasbat. Tarzuma: “Koi Ibadat Ke Layak Nahi Siwaye ALLAH Rabbul Aalamin Zinda Wa…
Read More » -
Iftar Ki Dua Kab Padhni Chahiye
Aap Sabhi Ko Mah-E-Ramzan Tahe Dilse Mubarak Ho. Ramzan Ham Ummat-E-Muhmmadi Ke Liye ALLAH Ta’ala Ka Diya Wo Tohfa Hai Ke Jo In Sha ALLAH Humari Bakshish Ka Sabab Banega. Is Mubarak Mahine Ke Talluqse Tamam Fazail Masle Masail Quran Wa Ahadees Ki Roshni Me Humare “Ramzan” Page Par Mauzood Hai. Ramzan Page Ke Articles Aap Bhi Padhe Aur Share…
Read More »