Hadees

JUMA MUBARAK

/ ~ * *
| | | _.-^-._ * *
| | | (((())))))
|””””””””””‘|””
| RAMZAN |
| Mubarak |
“””””””””””””
Aapko Ramzaan Ka Pehla Juma Mubarak

HADEES & SUNNAT:
JO JUM’A KE DIN NAHAAYE US KE GUNAH
AUR KHATAAYE MITA DI JATI HAI.”
(TIBRANI)

“JO ACHCHHI TARAH WUZOO KAR KE FARZ NAMAZ KO GAYA
MASJID ME NAMAZ PADHI
US KI MAGFIRAT HO JAYEGI”
(NISAAI)

Jab NABI-E-PAAK Juma Ke Din Mimbar Par Tashreef Rakhte tho HUZOOR Ke Samne Masjid Ke Darwaze Par Azaan Hoti.
(Abu’Dawood Jild:1 Safa:162)

Jo JUMA Ki Namaz Se Pehle 3 Bar SURAH-QADAR
Padhe Use Duniya Me Tamam JUMA Padhnewalo Ki Tadad Ke Barabr NEKIYA milengi.
[Faizane Sunnat:1166]

ISLAM KE AHKAAM:
1-FARZ
2-WAJIB
3-SUNNAT
4-MUSTAHAB
5-MUBAAH
6-HARAAM
7-MAKROOH-E-TAHRIMI
8-ISAA’AT
9-MAKROOH-E-TANZIHI
(SHAM-E-HIDAYAT)

ISLAAM KE WAJIBAAT:
1-QURBANI
2-SADQA
3-FITRA
4-UMRAAH
5-MA-BAAP KI FARMAN-BARDARI
6-KHAWIND KI TAABEDARI
(SHAM-E-HIDAAYAT)

Zameen Pe Sukoon Ki TaLash Hai..
Malik Tera Banda Kitna Udas Hai.
Q Khojata Hai Insan Rahat Duniya Me.
Jabki Saare MasLe Ka HaL “NAMAZ” Hai.

BeGunah Logo Ke Ayb(Kami) Talash Karne
Walo Ko ALLAH TA’ALA Qiyamat Ke Din
Kutto Ki Shakl Me Uthayega.
[ATARGIB WATARHIB 3:325]

AQEEDA:
JO HUZOOR KI KISI HADEES KO
YA
AAPKI KISI ADA KO
KAM NAZAR SE DEKHE WO KAAFIR HAI
(SHIFA SHARIF:J-1)

MAS’ALA:
JO SHAKHS SIRF WAZIFA PADHE
AUR
NAMAZ NA PADHE
WO “FAASIQ” HAI
USKA WAZIFA USKE MUNH PAR MAARA JAYEGA.
(FATAWA-E-RAZVIYA J.3 S.83)

“JO SHAKHS SUBH-O-SHAAM
AAYATUL KURSEE PADHKAR HAATH PAR DAM KARKE JISM PAR FERLE..
TO WO BALA &
JAADU SE MAHFUZ RAHEGA.”
(TAFSIR-E-NAEEMI)

HADEES:
Jo Is DUA Ko Padhta Rahe Uske Liye Jannat Wajib Hogi:
“Razitu billahi rabbau wa bil islami deenau wabi muhammadin rasoola”
[Abu’dawood Jild:1]

NABI-E-PAK Ne Farmaya:
MOMIN Ko Maut Is Tarha Aajati Hai
Jis Tarha Peshani Par Pasina Aajata Hai
(Mishkat,Jild-1,P-342)

Jo Shakhs Shahadat Ki Tamanna Kare ALLAH Use Shahadat Ka Maqam Dega
AgarChe Wo Apne BistarPar Mare
(MUSLIM)

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!