MuharramYazeed Murdabaad

Yazeed Laanti Kyu Part-1

“Yazeed Laanti Kyun?
PART 1′
Yazeed ki Haqeeqat Hadith Aur Tareekh Ki Roshni Mein…..
آئیے آج دیکھتے ہیں کہ یزید جنتی ہے یا جہنمی ہے اور کیا اسکو رحیم اللہ کہنا جائز ہے یا نہیں۔ آج احادیث اور تاریخ کی روشنی میں دیکھتے ہیں
AAEYE AAJ DEKHTE HAIN YAZEED JANNATI HAI YA JAHANMI HAI? 
AUR DEKHTE HAIN KE YAZEED KO REHMATULLAH KEHNA JAIZ HAI YA NA’JAIZ HAI?
SAB SE PEHLE WO HADEES DEKHTE HAIN JIS MEIN LASHKAR KA ZIKAR AYA HAI. 
YE NICHAY HADEES HAI. 
SAB PARHAIN TA KE PATA CHALE KE ZAKIR NAIK KAISE HADEES KO GHALAT TAREEKAY SE BAYAN KER RAHA HAI…..
سب سے پہلے وہ حدیث دیکھتے ہیں جس میں سب سے پہلے لشکر کا ذکر آیا ہے۔ نیچے حدیث کی ہے پڑھیں تاکہ آپکو پتہ چلے کے زاکر نائیک  کیسے اللہ کے نبی پر جھوٹ باندھ رہا ہے۔
“Meri Umat Ka Phela Laskr Jo Qaiser Ke Shaher Me Jung Kare Ga Un Ke Liye Magfirat Hai”
Hadees.
ﺣَﺪَّﺛَﻨِﻲ ﺇِﺳْﺤَﺎﻕُ ﺑْﻦُ ﻳَﺰِﻳﺪَ ﺍﻟﺪِّﻣَﺸْﻘِﻲُّ،
ﺣَﺪَّﺛَﻨَﺎ ﻳَﺤْﻴَﻰ ﺑْﻦُ ﺣَﻤْﺰَﺓَ، ﻗَﺎﻝَ
ﺣَﺪَّﺛَﻨِﻲ ﺛَﻮْﺭُ ﺑْﻦُ ﻳَﺰِﻳﺪَ، ﻋَﻦْ ﺧَﺎﻟِﺪِ ﺑْﻦِ
ﻣَﻌْﺪَﺍﻥَ، ﺃَﻥَّ ﻋُﻤَﻴْﺮَ ﺑْﻦَ ﺍﻷَﺳْﻮَﺩِ
ﺍﻟْﻌَﻨْﺴِﻲَّ، ﺣَﺪَّﺛَﻪُ ﺃَﻧَّﻪُ، ﺃَﺗَﻰ ﻋُﺒَﺎﺩَﺓَ ﺑْﻦَ
ﺍﻟﺼَّﺎﻣِﺖِ ﻭَﻫْﻮَ ﻧَﺎﺯِﻝٌ ﻓِﻲ ﺳَﺎﺣِﻞِ
ﺣِﻤْﺺَ، ﻭَﻫْﻮَ ﻓِﻲ ﺑِﻨَﺎﺀٍ ﻟَﻪُ ﻭَﻣَﻌَﻪُ ﺃُﻡُّ
ﺣَﺮَﺍﻡٍ، ﻗَﺎﻝَ ﻋُﻤَﻴْﺮٌ ﻓَﺤَﺪَّﺛَﺘْﻨَﺎ ﺃُﻡُّ ﺣَﺮَﺍﻡٍ
ﺃَﻧَّﻬَﺎ ﺳَﻤِﻌَﺖِ ﺍﻟﻨَّﺒِﻲَّ ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ
ﻭﺳﻠﻢ ﻳَﻘُﻮﻝُ ” ﺃَﻭَّﻝُ ﺟَﻴْﺶٍ ﻣِﻦْ ﺃُﻣَّﺘِﻲ
ﻳَﻐْﺰُﻭﻥَ ﺍﻟْﺒَﺤْﺮَ ﻗَﺪْ ﺃَﻭْﺟَﺒُﻮﺍ .” ﻗَﺎﻟَﺖْ ﺃُﻡُّ
ﺣَﺮَﺍﻡٍ ﻗُﻠْﺖُ ﻳَﺎ ﺭَﺳُﻮﻝَ ﺍﻟﻠَّﻪِ ﺃَﻧَﺎ ﻓِﻴﻬِﻢْ .
ﻗَﺎﻝَ ” ﺃَﻧْﺖِ ﻓِﻴﻬِﻢْ .” ﺛُﻢَّ ﻗَﺎﻝَ ﺍﻟﻨَّﺒِﻲُّ
ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ ” ﺃَﻭَّﻝُ ﺟَﻴْﺶٍ
ﻣِﻦْ ﺃُﻣَّﺘِﻲ ﻳَﻐْﺰُﻭﻥَ ﻣَﺪِﻳﻨَﺔَ ﻗَﻴْﺼَﺮَ
ﻣَﻐْﻔُﻮﺭٌ ﻟَﻬُﻢْ .” ﻓَﻘُﻠْﺖُ ﺃَﻧَﺎ ﻓِﻴﻬِﻢْ ﻳَﺎ
ﺭَﺳُﻮﻝَ ﺍﻟﻠَّﻪِ . ﻗَﺎﻝَ ” ﻻ
Humse Is’haaq bin Yazeed Damishqi ne bayan kiya, 
kaha hamse yahya bin  hamza ne bayan kiya, 
kaha ke mujh se 
“THAUR BIN YAZEED” 
ne bayan kiya,
Un se Khalid bin mah’dan ne  aur un se Umair bin Aswad Ansi ne bayan kiya ke wo ebada bin saamet radi Allah anho ki khidmat me hazir hue.
Aap ka qayam sahil hams per apne he Ek makan per tha. 
Aur aap ke sath
(aap ki biwi) Ummay haraam Radi Allah anha bhi thi. 
Umair ne bayan kiya ke hamse ummay haraam radi Allah anha ne bayan kiya ke maine Nabi Kareem Sallallahu Alaihe Wasallam se suna hai,
Aap Sallallahu alaihe wasallam ne farmaya tha ke:
“Meri Ummat ka sab se Pehla lashkar jo daryai safar kar ke jihaad ke liye jaeyga, us ne
(apne liye ALLAH ki rehmat-o-maghfirat) wajib  kar li.
Ummay Haraam Radi Allah anha ne bayan kiya ke maine kaha tha Ya Rasoolallah Sallallahu Alaihe Wasallam
Kiya mai bhi un ke sath hoongi?
Aap Sallallahu Alaihe Wasallam ne farmaya ke haan tum bhi un ke sath hogi. 
Phir Nabi kareem Sallallahu Alaihe Wasallam ne farmaya  
“Sab se pehla lashkar meri ummat ka jo qaisar ke sheher per hamla karega unki maghfirat hogi…..
Maine kaha mai bhi un ke sath hoongi Ya Rasoolallah Sallallahu Alaihe Wasallam
Aap Sallallahu Alaihe Wasallam ne farmaya ke Nahi.
Reference:
(Sahi Bukhari Vol :04, Pg :113, Kitabuz
Jihad, Baab : Maa Kil Fi Kital Ar Room,
Hadees : 2924 “English No : Vol. 4,
Book 52, Hadith 175” )
HADEES ME RAWI KA KHULASA:-
Is hadees ki ravi sirf ummay haram binte melhaan hain,
kisi doosre sahabi ne isse riwayet nahi kiya?
Is hadees ko bayan karne wale sare shaami hain baki makkah,      madina aur iraq ka koi bhi ravi nahe hai is hadees me.
Thaur bin yazeed al karahi jab madina me aya to Imam malik ne kaha koi is k pass na baithay aur na is se riwayat likhhay..
Asool-e-hadees hai ke  koi admi koi aisi hadees riwayat kare aur us admi ka talluk kisi khas groh se ho aur uske ilawa koi aur na bayan karay to us ki riwayat sahih nahi mani jaeygi kyon ke  shuba hai ke us ne apne maslak ya aqeeday ki hamaiyat ki ho.
Is hadees mein sabi naasbi hain.
Thaur bin yazeed ke (baap/dada) jung-e-safeen me Hazrat Ameer Muawiya radiallahu anho ke sath the aur Hazrat Ali radi Allah anho ke lashkar ke hathoon qatal hue…
ثور بن یزید حضرت علی رضي اللہ عنہ کے بارے میں نام لیکر کہاکہ:
“میں ایسے شخص سے محبت نہیں کرتا جس نے میرے (باپ/دادا) کو قتل کیا۔
(طبقات سعد،ج 7، اور ابن حجر، تقریب التدھیب، راوی نمبر1057،ج 2)
Thaur bin yazeed Hazrat Ali radi Allah anho ke bare me naam le ker kaha ke
“Mai aise shakhs se Mohabbat nahe karta jis ne mere (baap/dada) ko qatal kiya.
Reference.
Tabqaat Ibn sa’ad vol 7.
Ibn e hajar. Taqrib al,Tahdheeb, Rawi no 1057, vol 2.) 
Hazrat Ali radialahutalaanhu.
aur Hazrat Ameer Muawiya Radi Allah anhum ki Ek dosre se jungain hui aur Thaur bin Yazeed Hazrat Ameer Muawiya ke Lashkar me the. 
To phir jab dushmani ho to Insan kisi ki barrai bhi kar sakta hai dushman ko girane ke liye..
WALLAHU AALAM
حضور صلّی اللّہ علیہ وآلہ وسلّم نے فرمایاکہ “کوئی منافق علی رضی اللہ تعالی عنہ سے محبت نہیں کرسکتا اور کوئی مؤمن علی رضي اللہ عنہ سے بغض نہیں رکھ سکتا
(جامع ترمذی، 213/4)
Hazoor Sallallahu Alaihe Wasallam ka irshaad-e-Mubarak hai ke:
“Koi munafiq Ali Radi Allah Anho se mohabbat Nahi kar sakta aur koi mo’min Ali radi Allah anho se bughaz nahi rakh sakta.
Jamiya Tirimzi jild 4 page no 213.
جس نے علی سے بغض رکھا اس نے مجھ (محمد صلّی اللہ علیہ وسلّم ) سے بغض رکھا اور جس نے مجھ سے بغض رکھا اس نے اللہ سے بغض رکھا۔
یہ حدیث کا آخری حصہ تھا۔ مجمع الزوائد، 109/9
Jis ne Ali se bughaz rakha us ne mujh (Hazoor Sallallahu Alaihe Wasallam) se bughaz rakhha aur jis ne mujh se bughaz rakha us ne ALLAH se bughaz rakhha
Ye hadees ka akhri hissa tha… 
Majmuaz’zawaiyd. jild 9 page no 109.
Aisi he hadees Ibn majah, Nisai shareef, Sahih muslim, Abu Dawood me bayan hui hai lekin kisi bhi hadees me pehle lashkar ya us lashkar ki maghfirat ki basharat nahe sunai gai jo qaiser ke sheher par hamla karega..
Jab ke aisi he ahadees dosre Raviyoun se sahih bukhari me bayan ki gai hai us me bhi kisi basharat ka zikar nah iIaya hai.
Reference.
Sahih Bukhari, Vol 4, Page 327, Hadees 2894, 2895)
In books me bhi basharat ka koi zikar nahe aya hai
References are available here:
Sunnan Abu Dawood, Vol 2, Page 295, 496, 497/
Hadees 718. 719, 720.)
Sunnann Nisa’I, Vol 2, Page 967, 969,
Hadees 1083,1084)
Sahih Muslim, Vol 3, Page 340, 342, 343, 344/Hadees 437, 438, 439, 440 
Sunnan Ibn Majah Vol 2, Page 728,
Hadees 933.
Allah ﻋﺰﻭﺟﻞ Aap par Fazl farmaye !
~●~●~●~●~
جزاك الله خيرا… For reading
~●~●~●~●~
ﺻَﻠُّﻮْﺍ ﻋَﻠَﯽ ﺍﻟْﺤَﺒِﯿْﺐ
ﺻَﻠَّﯽ ﺍﻟﻠّٰﮧُﺗَﻌَﺎﻟٰﯽ ﻋَﻠٰﯽ ﻣُﺤَﻤَّﺪ
(صلی اللہ علیہ وسلم)
~●~●~●~●~
Click Here To Continue Reading Next Post

Yazeed Mardud Mudabaad….

Yazeed Par Aur Uske Chahnewale Faasiqo Par ALLAH Ki Beshumar Laanat Ho.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!