Hadees
Achhe Akhlaq ki kimat Husn-E-Akhlaq ki Fazilat
Qayamat Ke Din Momin Ke Taraazu Me Achhe Akhlaq Se Ziyada Bhari Koi Cheez Nahi Hogi
(ABU DAWOOD)
Husne Akhlaq Se Badh Kar Meezan Me Bhari Cheez Koi Nahi Hogi.
(TIRMIZI SHARIF: 362 / 4 / 2002)
JISKE SATH BHALAI KA MAAMLA KIYA GAYA
USNE BHALAI KARNE WALE KO “JAZAKALLAHU KHAIRA”
KAHA
USNE SHUKRIYA KA HAQ ADA KAR DIYA
(TIRMIZI)
HUZOOR Alaihissalaam Ne Farmaya:
Jo Dawat Qubool Kar Ke Na Jaye
Usne ALLAH Aur Uske RASOOL Ki Nafarmani Ki
(BUKHARI Jild:3,Page:88)
Hazrate AAYSHA Radiyallahu Anha Ne Farmaya:
“NABIE PAAK KA HUSN DIL ME PAIWAST HO JATA THA.
AGAR MISRA KI AURATE DEKH LETI TO HATHO KE BADLE DILO KO KAAT DALTI”