Islamic sms
Hazrat Ali Radiallahu Ta'ala Anhu Ki Kuch Nasihatain
Bewqoof aurat Apne shohar ko apna Ghulam banati hai aur khud Ghulam ki Biwi ban jati hai..
Jab ke aqalmiand aurat apne Shohar ko Badshah banati hai aur khud Badshah ki Mallika banjati hai..
~ Hazrat Ali Radiallahu Ta’ala Anhu
Jab ke aqalmiand aurat apne Shohar ko Badshah banati hai aur khud Badshah ki Mallika banjati hai..
~ Hazrat Ali Radiallahu Ta’ala Anhu
Agar kisi ka zarf aazmana ho to usko zyada izzat do.
Woh alaa zarf hua to aap ko aur izzat dega
aur kam zarf hua to khud ko AALA ZARF samjhega…
~Hazrat Ali Radiallahu Ta’ala Anhu
Woh alaa zarf hua to aap ko aur izzat dega
aur kam zarf hua to khud ko AALA ZARF samjhega…
~Hazrat Ali Radiallahu Ta’ala Anhu
Zindagi ke har mod par sulaah karna seekho.
Kyun ke jhukta wohi hai jis me jaan hoti hai.
Akadna to murday ki pehchaan hoti hai…
~Hazrat Ali Radiallahu Ta’ala Anhu
Kyun ke jhukta wohi hai jis me jaan hoti hai.
Akadna to murday ki pehchaan hoti hai…
~Hazrat Ali Radiallahu Ta’ala Anhu
Dua mangte raho kyun ke mumkin aur na mumkin to sirf hamari soch me hai, ALLAH (S.W.T) ke liye to kuch bhi na mumkin nahi…
~Hazrat Ali Radiallahu Ta’ala Anhu
Apni ghaltiyon se taqdeer ko badnaam mat karo
kyun ki taqdeer to khud himmat ki mohtaaj hoti hai…
~Hazrat Ali Radiallahu Ta’ala Anhu
kyun ki taqdeer to khud himmat ki mohtaaj hoti hai…
~Hazrat Ali Radiallahu Ta’ala Anhu
Dua dastak ki tarah hai
musalsal dastak say darwaza khul hi jata hai…
musalsal dastak say darwaza khul hi jata hai…
Hazrat Ali Radiallahu Ta’ala Anhu
Dukh me tum kabhi bhi pachtawe ke aansu na bahao.
kyun ki tum wo khush naseeb ho jise ALLAH ne aazmaish ke qaabil samjha hai…
kyun ki tum wo khush naseeb ho jise ALLAH ne aazmaish ke qaabil samjha hai…
~ Hazrat Ali Radiallahu Ta’ala Anhu
Jo tumhe khushi mein yaad aaye,
samjho tum us se mohabbat karte ho
Aur jo tumhe gham me yaad aaye to samjho woh tum se mohabbat karta hai…
samjho tum us se mohabbat karte ho
Aur jo tumhe gham me yaad aaye to samjho woh tum se mohabbat karta hai…
~Hazrat Ali Radiallahu Ta’ala Anhu
Rishton ki khoobsurti ek dosre ki baat ko bardasht karna hai.
Be-aib insaan talash mat karo warna akele reh jaoge…
~Hazrat Ali Radiallahu Ta’ala Anhu
Be-aib insaan talash mat karo warna akele reh jaoge…
~Hazrat Ali Radiallahu Ta’ala Anhu
Agar tum use na pa sako jise tum chahte ho,
To usay zaroor pa lena jo tumhe chahta hai kyun ki chahne se chaahe jane ka ehsas zyada khoobsurat hota hai…
~Hazrat Ali Radiallahu Ta’ala Anhu
To usay zaroor pa lena jo tumhe chahta hai kyun ki chahne se chaahe jane ka ehsas zyada khoobsurat hota hai…
~Hazrat Ali Radiallahu Ta’ala Anhu
Logon ke khauf me aa kar haq goyi se na rukna,
yaad rakho na to koi maut ko qareeb kar sakta hai aur na rizq ko door kar sakta hai…
~Hazrat ALI Radiallahu Ta’ala Anhu
yaad rakho na to koi maut ko qareeb kar sakta hai aur na rizq ko door kar sakta hai…
~Hazrat ALI Radiallahu Ta’ala Anhu
Agar qismat ka likha sab kuch hota to ALLAH insaan ko dua maangna kabhi na sikhata…
Please read twice
Each paragraph is heart touching and useful too.
Jazakallah khair.
Please read twice
Each paragraph is heart touching and useful too.
Jazakallah khair.