Hadees

Yaum-E-Visal Khatun-E-Jannat Bibi Fatima Zahra

HAZRAT FAATIMA Radiyallahu anha YE HUZOOR Sallallahu Alayhi Wasallam KI SABSE CHHOTI MAGAR SABSE ZYADA CHAHETI & LAADLI SHAHJAADI HAI INKA NAAM “FAATIMA” & LAQAB ZAHRA Wa BUTOOL HAI
ALLAHU AKBAR! INKE FAZAAIL AUR MANAQIB AUR INKE DARJAAT wa MARAATIB KA KYA KAHNA?
HADEESO ME BAKASRAT INKE FAZAAIL AUR BUZURGIYO KA JIKR HAI 2 HIJRI ME HAZRAT ALI Radiyallahu anhu SE INKA NIKAH HUA.
AUR UNKE SHIKAM-E-MUBARAK SE 3 SAAHABZAADE
1-HAZRAT IMAAM HASAN
2-HAZRAT IMAAM HUSAIN
3-HAZRAT MOHSIN Radiyallahu anhu AUR 3 SAAHABZADIYA:
1. ZAINAB
2. KULSOOM
3. RUKAIYYA Radiyallahu anha PAIDA HUYI
HAZRAT MOHSIN Wa RUQAIYYA TO BACHPAN HI ME WAFAAT PA GAE
(JANNATI ZEWAR SAFA:354)

HAZRAT UMME KULSOOM KI SHAADI AMEERUL MOMINEEN HAZRAT UMAR Radiyallahu anhu SE HUYI
&
HAZRAT ZAINAB KI SHAADI HAZRAT ABDULLAH IBNE JA’FAR
SE HUYI.
JINKE FARZAND AAUN Wa MUHAMMAD
KARBALA ME SHAHID HUYE
HUZOOR-E-AKRAM Sallallahu Alayhi Wasallam KE DUNIYA SE PARDA KARNE KE 6 MAHINE KE BAAD
3 RAMZAN 11 HIJRI MANGAL KI RAAT ME AAPKI WAFAAT HUYI
&AAPKOJ ANNATUL BAQEE’A ME DAFAN KIYA GAYA
(MADARIJUN-NABUWWAT JILD-2 SAFA-461)
(ZURKQAANI JILD-3 SAFA-361)

MERI BETI FAATIMA INSAANI HOOR HAI
ALLAH NE IN KO
HAIZ-O-NIFAAS_SE MAHFUZ RAKHKHA HAI.
(NISAAI)

KYA AAP JANTE HAI
SAYYADA FAATEMA ZAHRA KI
ROOH-E-PAAK KHUD ALLAH TA’ALA NE QABZ FARMAYI HAI
(TAFSIR-E-RUHUL BAYAN J.3 S.403)

ALLAH TA’ALA NE SAYYADA FAATEMA ZAHRA PAR
AUR
UNKI AULAD PAR JAHANNAM KO HARAAM FARMA DIYA HAI
(TIBRANI SAFA.160)

NABI-E-KAREEM (Sallallahu Alayhi Wasallam) NE FARMAYA:
FAATEMA MERE JIGAR KA TUKDA HAI
JISNE UNHE NARAAZ KIYA
USNE MUJE NARAAZ KIYA
(MUSLIM)

ALLAH Ke HABEEB (Sallallahu Alayhi Wasallam) FARMATE HAI:
JANNAT ME DAAKHIL HONEWALO ME SAB SE PEHLE MERI BETI FAATEMA HOGI.
(KANZUL UMMAL)

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!