Muharram

Ashura Ke Fazail Hadees Ki Roshni Me

💐Ashura Ke 25 Khususiyaat💐
💐1) 10 Moharramul Haraam Ashura Ke Roz Hazrate Sayyeduna Adam عليه السلام Ki Taubah Qubool Ki Gayi.
💐2) Isi Din Hazrate Sayyeduna Adam عليه السلام Ko Paida Kiya Gaya.
💐3) Isi Din Hazrate Sayyeduna Adam عليه السلام Ko Jannat Me Dakhil Kiya Gaya.
💐4) Isi Din Arsh.
💐5) Kursi.
💐6) Aasman.
💐7) Zameen.
💐8) Suraj.
💐9) Chaand.
💐10) Sitaarey.
💐11) Jannat Paida Ki Gayi.
💐12) Isi Din Hazrate Sayyeduna Ibrahim Khalilullah عليه السلام Paida Hue.
💐13) Isi Din Hazrate Sayyeduna Ibrahim Khalilullah عليه السلام Ko Aag Se Nazaat Mili.
💐14) Isi Din Hazrate Sayyeduna Moosa Kalimullah  عليه السلام Aur Aap Ki Ummat Ko Najaat Mili Aur Firoun Apni Qaum Samet Garaq Huwa.
💐15) Isi Din Hazrate Sayyeduna Isa Roohullah  عليه السلام Paida Kiye Gaye.
💐16) Isi Din Hazrate Sayyeduna Isa Roohullah  عليه السلام Ko Aasmano Ki Taraf Uthaya Gaya.
💐17) Isi Din Hazrate Sayyeduna Nooh  عليه السلام 
Ki Kashti Kohe Judi (Mount Judi) Par Thehri.
💐18) Isi Din Hazrate Sayyeduna Suleman عليه السلام Ko Mulk-E-Azeem Ataa Kiya Gaya.
💐19) Isi Din Hazrate Sayyeduna Yunus عليه السلام Machli Ke Peth Se Nikale Gaye.
💐20) Isi Din Hazrate Sayyeduna Yaqoob عليه السلام Ki Binaayi Ka Zo’f Door Huwa (Eyesight was returned back). 
💐21) Isi Din Hazrate Sayyeduna Yusuf عليه السلام Gehre Kuwein Se Nikale Gaye.
💐22) Isi Din Hazrate Sayyeduna Ayub عليه السلام Ki Takleef Ra’fa’a Ki Gayi.
💐23) Aasman Se Zameen Par Sab Se Pehli Barish Isi Din Nazil Hui Aur
💐24) Isi Din Ka Roza Ummaton Me Mash’hoor Tha. Yahan Tak Ki Yeh Bhi Kaha Gaya Ki Isi Din Ka Roza Maahe Ramazanul Mubarak Se Pehle Farz Tha Phir Mansookh Kar Diya Gaya.
💐25) Imame Arshe Maqaam, Imaame Hussain رضي الله تعالٰی عنه Ko Bama’a Shehzaadgaan Wa Rufaqa 3 Din Bhooka Rakhney Ke Baad Isi Ashura Ke Dasht-E-Karbala Me Intihaayi Saffaaqi Ke Saath Shaheed Kiya Gaya.
Ref.
(Sahih Al Bukhari: 
Hadees 1892, 1893
Book ref. : 30, Hadees 2, 3.
Eng ref. : Vol. 3, Book 31, Hadees 116, 117
Sahih Al Bukhari: 
Hadees 3943
Book ref. : 63, Hadees 168.
Eng ref. : Vol. 5, Book 58, Hadees 279
Mukashafatul Qulub: Safha 311
Imaam Hussain رضي الله تعالٰی عنه Ki Karamat (Hindi), Maktabatul Madina-Hind, Safha : 22-23 )
Aap Bhi Niyat Kar Liye Ke Moharram Ke Rozey Rakheingey Khaas Taur Par Ashura Ka Roza 
أن شاء الله تعالی
Allah ﻋﺰﻭﺟﻞ Aap par Fazl farmaye !
~●~●~●~●~
جزاك الله خيرا… For reading
~●~●~●~●~
ﺻَﻠُّﻮْﺍ ﻋَﻠَﯽ ﺍﻟْﺤَﺒِﯿْﺐ
ﺻَﻠَّﯽ ﺍﻟﻠّٰﮧُﺗَﻌَﺎﻟٰﯽ ﻋَﻠٰﯽ ﻣُﺤَﻤَّﺪ
(صلی اللہ علیہ وسلم)
~●~●~●~●~

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!