Apne Bhai Ke Izzat Ki Hifazat Kiya Karo

Hadees :
Tajdare Madina Rasool-E-Akram Sallallaho Alaihi Wasallam Ne Irshad Farmaya,

“Jo Apne (Musalman) Bhai Ki Pith Piche Uski Izzat Ka Tahaffutz (Hifazat) Kare
To ALLAH Ta’ala Ke Jimme Karampar Hai Ki Wo Use Jahannam Se Aazad Karde”.
(Musnade Ahmad Part-4, Page-461)

» Hadees :
Hazrat Anas Radiyallahu Ta’ala Anhu Se Riwayat Hai Ki
Nabi-E-Kareem Sallallaho Alaihi Wasallam Ne Irshad Farmaya,
“Jis Ne Duniya Me Apne Bhai Ki Izzat Ki Hifazat Ki Allah Ta’ala
Use Qayamat Ke Din Ek Aisa Farishta Bhejega Jo Uski Hifazat Farmayega”.
(Ibne Abi Duniya Page-131, Hadees-105)

Nazarahmed Khan (Admin)

World's Best Islamic Blog Of Ahle Sunnat Wal Jama'at. Learn Islam And Sunnah Quran Wa Islamic Hadees In Roman Urdu. Hadees E Nabwi Collection. Hadith Online. Sahih Bukhari Muslim Ibne Maja Nasai Abu Dawood Hadees Sharif Books. facebook instagram twitter android

Assalamo Alaikum,
Aapke Feedback Ya Queries Muze Email Kare.
HumareNabi@gmail.com
Har Comments Ka Jawab Dena Possible Nahi Hota.
Muafi Chahta Hun.
Dua Ki Guzarish.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post