Lailatul Qadr Shabe Qadr Mubarak
NABI-E-KAREEM NE FARMAYA:
SHAB-E-QADR KO RAMZAN KE ASHRA KI TAAQ RAATO
(21, 23, 25, 27, 29)
ME TALAASH KARO.
(BUKHARI)
IMAAM SHAAFAI:
“SHAB-E-QADR RAMZAN KE AAKHRI ASHRE ME HAI
AUR
USKA DIN MU’AYYAN HAI
ISME QAYAMAT TAK TABDILI NA HOGI
(UMDATUL QAARI)
Shabe Qadr ko Ramzan ke
Aakhri Ashre ki Taaq Raato
Yani
21vi
23vi
25vi
27vi
29vi
Raato me Talash Karo
(SAHIH BUKHARI)
FARISHTO KI MULAKAT:
jo koi shabe qadr me
ibadat me mashgul hota he
farishte usse salaam
Wa musafa karte he
(SHUABUL IMAN 3)
Maula ALI FARMATE HAI:
“JO SHAKHS SHAB-E-QADR ME SURAH-E-QADR
7 MARTABA PADHEGA ALLAH USE HAR BALA SE MEHFUZ RAKHEGA”
(NUZ’HATUL MAJAALIS)
JISNE SHAB-E-QADR ME IMAAN & IKHLAS KE SATH QAYAAM KIYA
TO USKE UMR BHAR KE GUZISHTA GUNAH MUAF KAR DIYE JAYENGE
(BUKHARI,J.1,S.660,H.2014)
RAMZAN ME EK AISI RAAT SHAB-E-QADR HAI
JO HAZAR MAHINO SE AFZAL HAI
JO US’SE MEHRUM RAHA
WO TAMAAM BHALAIO SE MEHRUM RAHA.
(MISHKAT)
JISNE SHABE QADR KO PA LIYA
ALLAH TA’ALA QIYAMAT KE DIN USKA MARTABA BULAND FARMAYEGA.
(NAAFEUL MUSLEMEEN)
Jisne Shabe-Qadr Me Imaan,
Ikhlas Ke Sath Qiyaam Kiya(Namaz Padha) To Uske Umr Bhar Ke Guzishta Gunah Mauf Kar Diye Jayenge.
(SAHI BUKHARI Hadees No:2014)
JO SHABE-QADR ME SURAH-E-QADR
7 BAAR PADHTA HAI
70,000 FARISHTE USKE LIYE JANNAT KI DUA KARTE HAI.
(NUZAHATUL MAJAALIS)
IMAAM SHAAFAI Rahemtullahe Alaihe:
“SHAB-E-QADR RAMZAN KE AAKHRI ASHRE ME HAI
AUR USKA DIN MU’AYYAN HAI,
ISME QAYAMAT TAK TABDILI NA HOGI”
(UMDATUL QAARI)
ALAMAT-E-SHABE QADR ME HAI KE YE RAAT GUZARNE KE BAAD JO SUB’HA HOTI HAI
USME SURAJ BAGAIR
SHUAO (RAYS)
KE TULU HOTA HAI.
(MUSNAD-E-IMAAM AHMAD)
SHAB-E-QADR ME DUA:
AYE ALLAH BESHAQ TU MAAF FARMANEWALA HAI
AUR
MAAFI DENE KO PASAND FARMATA HAI
LIHAZA
MUZE BHI MAAF FARMA DE
(MISHKAT)
JIS NE SHABE QADR ME
3 BAR
KALMA-E-TAYYABA PADHA
ALLAH TA’ALA USKI MAGFIRAT
&
JAHANNAM SE AAZADI FARMATA HAI
(DURRATUNNASEHIN)
JO SHABE QADR KI RAAT KASRAT SE IBAADAT KARE USE 100 SAAL KI IBADAT KA SAWAB MILEGA.
(FAZAEEL-E-INTEKHAAB)
AGAR TUM CHAHTE HO KI TUMHARI KABAR NOOR SE RAUSHAN HO
TO
SHABE QADR ME IBADAT KARO
(FAZAILUSSUHURE WAL AYYAM)
SHABE QADR ME 4 KISM KE LOGO KI MAGFIRAT NAHI HOTI
SHARABI
WALIDAIN KA NAFARMAN
RISHTE TODNEWALA
BUGZ wa KEENA RAKHNEWALA
(ATTARGIB WATARHIB)
JIS NE SHABE QADR ME ITNI DER IBADAT KI
KE
JITNI DER ME BAKRI KA DOODH DOH LIYA JAATA HAI
WOH ALLAH KE NAZDIK ZYADA MAHEBOOB HAI
(SAEEMUDDAHAR)
HAR SAAL ME EK AISI RAAT BHI AATI HAI
KI
JIS ME SAMUNDAR KA PAANI MEETHA HO JATA HAI
WO RAAT RAMZAN KI 27vi”SHABE QADR” HAI
(TAFSIR-E-AZEEZI)
JO SHABE QADR ME IBADAT ME MASHRUF RAHE
USKE LIYE 100 SAAL KI IBADAT KA SAWAB HAI
(FAZAIL-E-INTEKHAAB)
JO SHABE QADR ME IKHLAS KI NIYYAT SE NAWAFIL PADHTA HAI
USKE AGLE PICHHLE SAB GUNAH MAAF HO JAATE HAI.
(TAFSEER-E-RUHUL BAYAAN)
SHABE QADR ME ZAMEEN PAR FARISHTO KI FAUJ UTARTI HAI
INKI TADAD RUYE ZAMEEN KI KANKARIYO SE BHI ZYADA HAI
(DURRE MANSUR)
SHABE QADR KI KHAAS DUA:
ALLAHUMMA INNAKA AFU-UN TUHIBBUL AFWA FA’AFU ANNI
(TIRMIZI)
ALLAH TA’ALA NE KHUSOOSAN IS UMMAT KO SHABE QADR AT’A FARMAYI
PICHHLI UMMAT KO YE RAAT NAHI DI GAYI
(KANZUL UMMAL)