Eid MubarakRamzan
Sadqa-E-Fitr Wajib Hai
Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Sarkar-E-Madina صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم Ne Ek shakhs Ko Huqm Diya Ki Jaa Kar Makkah-E-Muazzama Ke Gali Kuchon Me Elan Kar Do, ”Sadaqa-E-Fitr Dena Wajib Hai”
(Jamia Al Timirzi : Jild. 2, Safha 151, Hadees 674)
(Jamia Al Timirzi : Jild. 2, Safha 151, Hadees 674)
Faizane Ramazan (Hindi) Maktabatul Madina-Hind, Safha 473)
Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Hazrate Sayyeduna Ibne Abbas رضي الله تعالٰی عنه Farmate Hain Ke Sarkar-E-Madina صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم Ne Sadaqa-E-Fitr Muqarrar Farmaya Taaki Fuzool Aur Behuda Qalaam Se Rozon Ki Taharat (Yani Safayi) Ho Jaaye Aur Masakeen (Gareebon) Ki Khureesh (Yani Khuraak) Bhi Ho Jaaye.
(Sunan Abi Dawud : Jild. 2, Safha : 158, Hadees 1609)
(Faizane Ramazan (Hindi) Maktabatul Madina-Hind, Safha 473)
(Faizane Ramazan (Hindi) Maktabatul Madina-Hind, Safha 473)