Ramzan
Zakat Ka Bayan Quran Ki Roshni Me
ALLAH Rabbul Aalameen Qur’an-E-Kareem Me Irshad Farmata Hai
“Unki Kahawat Jo Apne Maal ALLAH Ki Raah Me Kharch Karte Hai. Us Dana Ki Tarah Jisne Ugai Saat (7) Baale. Har Baal Me 100 Dane. Aur ALLAH Isse Bhi Jyada Badhaye Jiske Liye Chahe Aur ALLAH Wus’atwala Ilmwala Hai. Wah Jo Apne Maal ALLAH Ki Raah Me Kharch Karte Hai. Fir Diye Piche Ehsan Rakhe Na Taklif De. Unka Neg Unke Rab Ke Paas Hai Aur Unhe Na Kuch Andesha Ho Na Kuch Gam.”
(Sure Bakrah, Para 3, Aayat 261-262, Tarzuma: Kanzul Imaan)

Is Aayat Se Hame Ye Maloom Hota Hai Ki ALLAH Ki Raah Me Apna Maal Kharch Karne Se Kam Nahi Hota Balqi Badhta Hai. Zakat Ada Karke Uska Ehsan Na Jatao Na Uske Liye Taklif Do. Aksar Log Ehsan Jatate Hai Magar Ye Bhool Jaate Hai Ki ALLAH Denewala Hai Ham To Bas Ek Zariya Hai.
“Tum Farmao Beshaq ! Mera Rab Rizq Wasi’a Farmata Hai Apne Bando Me Jiske Liye Chahe Aur Tangi Farmata Hai Jiske Liye Chahe. Aur Jo Chiz ALLAH Ki Raah Me Kharch Karo Wah Uske Badle Me Aur Dega. Aur Wah Sabse Behtar Rizq Denewala.”
(Sure Saba, Para 22, Aayat 39, Tarzuma: Kanzul Imaan)

“Beshaq ! Tumhara Rab Jise Chahe Rizq Kushada Deta Aur Kasta Hai Beshaq ! Wah Apne Bando Ko Khoob Jaanta, Dekhta Hai. Aur Apni Aulaad Qatl Na Karo Muflisi Ke Dar Se. Hum Tumhe Bhi Aur Unhe Bhi Rozi Denge. Beshaq ! Unka Qatl Badi Khataa Hai.”
(Sure Bani Israil, Para 15, Aayat 30-31, Tarzuma: Kanzul Imaan)

Beshaq ! ALLAH Rabbul Aalameen Maalik Hai Sare Jahano Ka. Tamaam Taarife ALLAH Ke Liye Hai. ALLAH Jise Chahta Hai Rizq Deta Hai Aur Jise Chahe Tangi Farmata Hai. To Momino ! ALLAH Ki Raah Me Apna Maal Kharch Karo Wo Dugna Ataa Farmayega.
Beshaq ! ALLAH Apne Wade Ke Khilaf Nahi Farmata.

“Aur Rishtedaro Ko Unka Haq De. Aur Miskin Aur Musafir Ko. Aur Fizool Na Udao. Beshaq ! Udanewale Shaitan Ke Bhai Hai. Aur Shaitan Apne Rab Ka Bada Na Shukra Hai.”
(Sure Bani Israil, Para 5, Aayat 26-27, Tarzuma: Kanzul Imaan)

Zakat Me Sabse Pehle Apne Qaribi Rishtedaro Ka Haq Hai. Hadees Me Hai Wo Log Apne Rishtedaro Ko Chod Kisi Aur Ko Zakat Dete Hai Unki Zakat Qabool Nahi Hoti
QUR’AN:
Aye Imaanwalo!
ALLAH Ki Raah Me Hamare Diye Me Se Kharch Karo Wah Din Aane Se Pehle Jisme Na Kharid Farokht Hai Na Na Kaafiro Ke Liye Dosti Na Shafa’at Aur Kaafir Khud Hi Jaalim Hai.
(Sure Bakrah, Para 2, Aayat 254, Tarzuma: Kanzul Imaan)

“QURAN”
Neki Iska Naam Nahi Ki Tum Apna Muh Mashriq Ya Magrib Ki Taraf Karo, Neki To Uski Hai Jo Allah Aur Pichle Din (Qayamt) Aur Malayekah (Farishton) Aur Kitab (Jo Aasman Se Utri) Aur Ambiya (Hazrt Aadam Se Huzoor Tak) Par Iman Laya. Aur Maal Ki Mohabbat Par Rishtedaron Aur Yatimon Aur Aur Musafir Aur Saaileen Aur Gardan Chhudane Me Diya…
Aur Namaz Qayam Kee Aur Zakat Dee, Aur Nek Wo Log Hain Jab Koi Moahedah Kare To Apne Ahed (Wade) Ko Pura Kare, Aur Takleef Aur Musibat Ke WAQT Sabr Karne Wale, Wo Log Sachche Aur Wahi Log Muttaqi Hain.
(Tarjama Kanzul Iman Sharif, Para-2, Sure Baqrah, Aayat-177)

Jo Log Sona & Chandi Jama Karte Hain Unhe Dardnak Azab Ki Khushkhabri Suna Do, Jis Din Jahannam Ki Aag Me Wo Tapaye Jayenge, Aur Unse Unki Peshaniyan Aur Karwaten Aur Peethe Dagi
Jayengi Ye Woh Hai Jo Tum Ne Apne Nafs Ke Liye Jama Kiya Tha,
To Ab Chakho Jo jama Karte The,
(Kanzul Iman Sharif, Para-10, Sure Taubah Aayat-35)

Apne Malo Ki Zakat Na Dene Walo Par Kis Tarah Ka Azab Hoga Huzoor Nabiye Kareem Sallallaho Alaihi
Wasallam Ka Irshade Pak Ye Hai
Wasallam Ka Irshade Pak Ye Hai
✒HADEES:
Jo Sone & Chandi Ka Malik Ho Aur uska HAQ Ada Na Kare To Jab Qayamat Ka Din Hoga Uske Liye Aag Ke Patthar Banaye Jayenge…
Unpar Jahnnam Ki Aag Bhadkai Jayegi, Aur Unse Uski Karwat Aur Peshani Aur Peeth Dagi Jayengi,
Jab Thande Hone Par Aayenge Phir Waisa Hi Kiya Jayega…
Ye Mamla Us Din Ka Hai Jiske Ek Din Ki MIQDAR 50000 Saal Hai
(Qayamat Ka Din) Aur Oontun Ke Bare Me Farmaya Jayega Jo Uska HAQ Ada Nahi Karta Qaymat Ke Din Use
Ek Khule Maidan Me Litaya Jayega Aur Wo Oont Mote Mote Hoke Aayge Aur use Pairon Se Kuchlege Aur
Danton Se Katege, Jab Oonton Ki Jamat Khatm Hogi To Phir Gaye (Cow) & Bakriyan Aayengi Aur Apne Seengon Se Maregi Aur Khuron Se Rondegi
( ﺻﺤﻴﺢ ﺍﻟﺒﺨﺎﺭﻱ، ﻛﺘﺎﺏ ﺍﻟﺰﻛﺎﺓ، ﺑﺎﺏ ﺯﻛﺎﺓ ﺍﻟﺒﻘﺮ، ﺟﻠﺪ -1 ،
ﺻﻔﺤﮧ -492 ، ﺍﻟﺤﺪﻳﺚ 1460 )

✒ Hadees:
Huzoor Akram ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ Farmate Hain,
Jo Qaum Zakat Ada Nahi Karti Wo Qahet Me Mubtela Hogi (Tarah Tarah Ki Bimariyan Aasmani Afaten Khuskh
Saali Wo Deegar Masayeb )
(ﺍﻟﻤﻌﺠﻢ ﺍﻷﻭﺳﻂ، ﺟﻠﺪ -3 ، ﺻﻔﺤﮧ -276 ، ﺍﻟﺤﺪﻳﺚ -4577. )

Hazrat Umar Farooq Se Riwayat Hai Huzoore Pak ﺻﻠﻰ
ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ Ka Irshade Aali Hai
” Jo Maal Kushki (Zameen Pe) Aur Tari (Pani Me) Talf (Barbad) Hota Hai Wo Zakat Na Dene Se Talf Hota Hai “.
( ﺍﻟﺘﺮﻏﻴﺐ ﻭﺍﻟﺘﺮﻫﻴﺐ، ﻛﺘﺎﺏ ﺍﻟﺼﺪﻗﺎﺕ، ﺍﻟﺘﺮﻫﻴﺐ ﻣﻦ ﻣﻨﻊ ﺍﻟﺰﻛﺎﺓ،
ﺟﻠﺪ -1 ، ﺻﻔﺤﮧ -308 ، ﺍﻟﺤﺪﻳﺚ -16. )

Zakat Na Dene Ke Azabat Aur Zillaten Huzoor Nabiye Akram Noore Mujassam Fakhre Adam O Bani Adam
ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ Ke Irshadaat Ki Roshni Me …..
ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ Ke Irshadaat Ki Roshni Me …..
✒ Hadees:
Faqeer Hargiz Nange Bhooke Hone Ki Takleef Na Othayege Magar Maaldaron Ke Hathon, To Aye Maldaro Sun Lo, Allah Tum Se Sakht Hisab Lega Aur Dardnak Azab Dega
( ﺍﻟﺘﺮﻏﻴﺐ ﻭﺍﻟﺘﺮﻫﻴﺐ، ﻛﺘﺎﺏ ﺍﻟﺼﺪﻗﺎﺕ، ﺟﻠﺪ -2 ، ﺻﻔﺤﮧ -275 ، ﺭﻗﻢ
ﺍﻟﺤﺪﯾﺚ -5 .)

Dozakh Me Sab Se Pehle 3 Shakhs Jayenge Unme Ka Eik Wo Maaldar Jisne Apne Maal Me Se Allah Ka HAQ Ada Nahi Kiya
( ﺻﺤﯿﺢ ﺍﺑﻦ ﺧﺰﻳﻤﺔ، ﻛﺘﺎﺏ ﺍﻟﺰﻛﺎﺓ، ﺑﺎﺏ ﺫﻛﺮ ﺇﺩﺧﺎﻝ ﻣﺎﻧﻊ ﺍﻟﺰﻛﺎﺓ
ﺍﻟﻨﺎﺭ ….. ﺇﻟﺦ، ﺟﻠﺪ -4 ، ﺻﻔﺤﮧ -8 ، ﺍﻟﺮﻗﻢ ﺍﻟﺤﺪﻳﺚ -2249. )

Sahi Sanad Se Ye Hadees Hazrat Abdullah Bin Masood
ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟٰﯽ ﻋﻨﮧ Se Marwi Hai Farmate Hain, Hame
Hukm Hua Namaz Padhe Zakat Den, Jisne Zakat Na Dee Uski Namaz Qubool Nahi
(ﺍﻟﻤﻌﺠﻢ ﺍﻟﻜﺒﻴﺮ، ﺟﻠﺪ -10 ، ﺻﻔﺤﮧ -103 ، ﺍﻟﺮﻗﻢ ﺍﻟﺤﺪﻳﺚ -10095.)

Hazrat Abu Hurairah ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟٰﯽ ﻋﻨﮧ Se Riwayat Hai
Eik Martaba Huzoor ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ Ne Khutba Padha Aur Farmaya……
Qasam Hai Uski (Allah Ki) Jiske Hath Me Meri Jaan Hai, Isko 3 Baar Farma Kar Sar Ko Jhuka Liya, To Hum Sab Ne Sar Jhuka Ke Rona Shuru Kiya,
Hame Ye Nahi Maloom Huzoor Ne Qasam Kyu Khai, Phir Huzoor Ne Apna Sare Mubarak Uthaya To Chehre Par
Khushi Ke Aasar Jhalak Rahe The,
To Hame Ye Baat Laal Oont Se
Ziyadah Pyari Maloom Hui,
Aap ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ ﻋﻠﻴﻪ
ﻭﺳﻠﻢ Ne Farmaya, Jo Bandah 5 WAQT Ki Namaz Padhta Hai, Ramzan Ka Rozah Rakhta Hai & Zakat Deta Hai, Aur 7 Bade Gunaho Se Bachta Hai Uske Liye Jannat Ke Darwaze Khol Diye Jate Hain Aur Hukm Hota Hai Salamti ke Saath Dakhil Ho Ja
( ﺳﻨﻦ ﺍﻟﻨﺴﺎﺋﻲ، ﻛﺘﺎﺏ ﺍﻟﺰﻛﺎﺓ، ﺑﺎﺏ ﻭﺟﻮﺏ ﺍﻟﺰﻛﺎﺓ، ﺻﻔﺤﮧ -399 ،
ﺍﻟﺮﻗﻢ ﺍﻟﺤﺪﻳﺚ -2435 )

Hazrat ALQUMA Kehte Hain Huzoor Ne Farmaya….
Tumhare islam Ka Pura Hona Ye Hai ki Apne Malon Ki Zakat Do
( ﻣﺠﻤﻊ ﺍﻟﺰﻭﺍﺋﺪ، ﻛﺘﺎﺏ ﺍﻟﺰﻛﺎﺓ، ﺑﺎﺏ ﻓﺮﺽ ﺍﻟﺰﻛﺎﺓ، ﺟﻠﺪ -3 ،
ﺻﻔﺤﮧ -198 ، ﺍﻟﺮﻗﻢ ﺍﻟﺤﺪﻳﺚ -4326. )

Hazrat Abdullah Ibne Umar ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟٰﯽ ﻋﻨﮧ Se
Riwayat Hai Farmaya Allah Ke Rasool ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ
ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ Ne…..
Jo Allah O Rasool Pe Iman Laya, Wo Apne Maal Ki Zakat Ada kare, Jo Allah O Rasool Pe iman Laya Wo
HAQ Bole Ya Chup Rahe Lekin Buri Baat (Gali/Galoch/Jhagda) Zaban Se Na Nikale, Jo Allah O Rasool Pe Iman Laya Wo Apne Mehman Ki Izzat Kare
(ﺍﻟﻤﻌﺠﻢ ﺍﻟﻜﺒﻴﺮ، ﺟﻠﺪ -12 ، ﺻﻔﺤﮧ -324 ، ﺍﻟﺮﻗﻢ ﺍﻟﺤﺪﻳﺚ -13561.)

In Tamam Muqadsas Irshadat Ko Padhne Ke Bad Bhi Koi Kam Naseeb Zakat Ki Ahmiyat Ko Na Samjhe Aur
Apne Maal Ko Burai Se Azab Se Pak Na Kare To Us Badbakht Ka Kya ilaj?
Kis Qadar Afsos Ka MAQAM Hai Ki Is Pak Mahine Me Kitne Musalman Aise Hain Jinke Ghar Chulha Nahi jalta
Aur Koi To Wo Hai Jiske Pas Rakhne Ki Jagah Nahi Magar use YE TAUFEEQ Nahi ki un Garibon Nadaron
Mufliso Ki Khabar Le…..

Aaj Arab Mamalik Me Daulat Ki Rel Pel Hain Aur Barre Sageer Me Lakhon Musalman Bhukmari Ke Shikar Hain
Imaan O Islam Ke Baland O Bala Naare Lagane Wale Kabhi Inki Bhi Khabar Le….. Hum Musalman Hain Hamara Har Farz Se Bada Farz Allah O Rasool Ke Faraman Ke Aage Sar Kham Krna
Hai. Hame Musfliso Nadaron Garib Yateem Bewa Bekas Lachar Musalmano Ki Khabar Leni chahiye Insha’Allah
Ispe Amal Hua To Amaan Hi Amaan Qayam Hoga

✒Hadees:
2 Aurten Huzoor Ki Khidmat aqdas me Hazir Hui, Unke Haton Me Sone Ke Kangan The.. SARKAR-E-DO
AALAM SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM Ne irshad Farmaya Kya Tum Inki Zakat Ada Karti Ho?
Arz Ki Nahi, Aapne Farmaya Kya Tum Pasand Karti Ho Ki Allah Tume Aag Ke Kangan Pehnaye ?
Arz Ki Nahi….
Farmaya To Zakat Ada karo
( ﺟﺎﻣﻊ ﺍﻟﺘﺮﻣﺬﻱ، ﺃﺑﻮﺍﺏ ﺍﻟﺰﻛﺎﺓ، ﺑﺎﺏ ﻣﺎ ﺟﺎﺀ ﻓﻲ ﺯﻛﺎﺓﺍﻟﺤﻠﯽ،
ﺟﻠﺪ -2 ، ﺻﻔﺤﮧ -132. ﺍﻟﺮﻗﻢ ﺍﻟﺤﺪﻳﺚ 637 -)

Like Us On Facebook:
www.facebook.com/HumareNabi
www.facebook.com/HumareNabi
World’s Best Islamic Blog
www.hamarenabi.in
(All Masle Masails Of Zakat With Proofs Are Available On Ramzan Page)