Durood-E-Jummah Ki Fazilat

Shabe Jummah Darood Shareef.

بسم الله الرحمن الرحيم
الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ

شب جمعہ کا درود شریف

اَللّٰـــهُمَّ صَــلِّ وَسَلِّمْ وَبَارِكْ عَــلٰى سَيِّدِنَا وَمَوْلٰنَا

مُحَــمَّدٍ نِ النَّبِيِّ الْاُمِّيِّ الْحَبِيْبِ الْعَالِي الْقَدْرِ

الْعَظِيْمِ الْجَاهِ وَعَلٰی اٰلِهٖ وَصَحْبِهٖ اَجْمَعِیْنَ اَللّٰـــهُمَّ

صَــلِّ عَــلٰى مُحَــمَّدٍ وَّاَنْزِلْهُ الْمَــقْعَدَ الْمُقَـرَّبَ

عِنْــدَكَ يَوْمَ الْقِيـَـامــَةِ

"Allahumma Salli Wa Sallim Wa Baarik Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadinin Nabiyyil Ummiyyil Habeebil Aalil Qadril Azeemil Jaahi Wa'Ala Aalihi Wasahbihi Wabaarik  Wasallim Allahumma Salli Ala Muhammadinw Wa'anzilhul Maq'adal Muqarraba Indaka Yaum Al Qiyamah"

Buzurgaane Deen Farmate Hai Yeh Darood Shareef Shabe Jummah (Jumeraat o Jummah Ke Darmiyani Raat) Ko Kam Az Kam Kk Martaba Padhe..

Fazilat:
Inteqal Ke Waqt Woh Shakhs Huzoor Shafie Mehshar ﷺ Ki Ziyarat Se Musharaf Hoga. Aur Qabr Mein Daakhil Hote Waqt Bhi Aur Yaha Tak iss Darood Shareef Padhne Ki Fazilat Hai Ke Padhnewala Dekhega Ke Huzoore Akram ﷺ Use Apne Haathon Se Qabr Mein Rakh Rahey Hai.

Nabie Kareem ﷺ Farmate Hai Jo Shakhs Yeh Darood Shareef Padhega Meri Shafa'at Uss Shakhs Par Wajib Hai.
(Afdal Us Salawat Ala Sayyidis Sadat Page No 151, Al Targeeb Wat Tarheeb.)

Like Kijiye Hamara Official Facebook Page:
www.facebook.com/HumareNabi

Nazarahmed Khan (Admin)

World's Best Islamic Blog Of Ahle Sunnat Wal Jama'at. Learn Islam And Sunnah Quran Wa Islamic Hadees In Roman Urdu. Hadees E Nabwi Collection. Hadith Online. Sahih Bukhari Muslim Ibne Maja Nasai Abu Dawood Hadees Sharif Books. facebook instagram twitter android

Assalamo Alaikum,
Aapke Feedback Ya Queries Muze Email Kare.
HumareNabi@gmail.com
Har Comments Ka Jawab Dena Possible Nahi Hota.
Muafi Chahta Hun.
Dua Ki Guzarish.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post