Ramzan

Fazilat-E-Ramdan Masles Of Ramdan Roza Todnewali Wa Na Todnewali Chize.

APNE HAATH SE AGAR KISI ROZADAAR NE MANI NIKAALI

TO US KA ROZA TUT JAATA HAI.
(BAHAR-E-SHARIAT JILD-1, HISSA-5,SAFA-119)

MUJHE APNE BANDO ME SAB SE ZYADA PASAND WOH HAI.

JO IFTAAR ME JALDI KARNE WAALA HO.

(TIRMIZI SHARIF,Jild:1,Safa:150)

MAS’ALA

Agar Baap Garib ho ya Mar Gaya ho To Dada par apne Garib Yatim Pote Poti ki Taraf se Sadqae Fitra De Wajib He

(Durre Mukhtar)

RAMZAN ME

KHANE-PEENE KA HISAAB NAHI,

SEHRI AUR IFTAAR KE WAQT DUA QABUL HOTI HAI,

AISI FAZILAT KISI AUR MAHINE KO HAASIL NAHI.

[TAFSIR-E-NAEEMI]

RAMZAN KE ISTAQBAAL KE LIYE SARA SAAL JANNAT SAJAAI JAATI HAI.

(SHAUBUL IMAAN JILD.3 SAFA.312)

Jis Maal Ki Zakat Na Di jaye

Wo Maal Baroze Qayamat Ganje Saanp Ki Surat Me Gale Me Touq Bana kar Daal Diya Jaega.

(Sahih Bukhari)

MUJHE APNE BANDO ME SAB SE ZYADA PASAND WOH HAI

JO IFTAAR ME JALDI KARNE WAALA HO.

(TIRMIZI SHARIF Jild:1 Safa:150)

Mas’ala:

Is Guman Me Ke Sahri Ka Time Baaqi Hai Kha Pee Liya Phir Maloom Huwa Ke Time Hochuka Tha Tab Roze Ki Qaza Lazim Hai

(Durre Mukhtar)

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!