Ramzan Agle Ramzan Tak Ke Gunaho Ka Kaffara Hai

Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Hazrate Sayyeduna Abu Hurairah رضي الله تعالٰی عنه Se Marvi Hai Ke Nabi-E-Kareem صلی اللہ تعالي علیہ والہ وسلم Ne Farmaya :-
“Maahe Ramazan Agle Maahe Ramazan Tak Gunahon Ka Kaffara Hai Jab Tak Ki Kabeera Gunahon Se Bacha Jaaye''
(👉Sahih Muslim, Safha : 144, Hadees : 233
👉 Faizane Ramazan (Hindi), Safha 11 , Maktabatul Madina - Hindi)

Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Hazrate Sayyeduna Abu Saeed Khudri رضي الله تعالٰی عنه Se Marvi Hai Ki Rasool Allah صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم Ka Farmane Mushkbaar Hai
''Jis Ne Allahعزوجل Ki Raah Me Ek Din Ka Roza Rakha, Allahعزوجل Uske Chehre Ko Jahannam Se 70 Saal Ki Masaafat Door Kar Dega.
(👉Sahih Bukhari, Jild :2, Safha : 265, Hadees : 2840
👉 Faizane Ramazan (Hindi), Safha 117 , Maktabatul Madina - Hind )

Allah ﻋﺰﻭﺟﻞ Aap par Fazl farmaye !
~●~●~●~●~
جزاك الله خيرا... For reading
~●~●~●~●~
ﺻَﻠُّﻮْﺍ ﻋَﻠَﯽ ﺍﻟْﺤَﺒِﯿْﺐ
ﺻَﻠَّﯽ ﺍﻟﻠّٰﮧُﺗَﻌَﺎﻟٰﯽ ﻋَﻠٰﯽ ﻣُﺤَﻤَّﺪ
(صلی اللہ علیہ وسلم)
~●~●~●~●~
                  Hamare Nabi
          www.hamarenabi.in
      World's Best Islamic Blog
     25,00,000+ Unique Visitors
         Like Us On Facebook:
www.facebook.com/HumareNabi

Nazarahmed Khan (Admin)

World's Best Islamic Blog Of Ahle Sunnat Wal Jama'at. Learn Islam And Sunnah Quran Wa Islamic Hadees In Roman Urdu. Hadees E Nabwi Collection. Hadith Online. Sahih Bukhari Muslim Ibne Maja Nasai Abu Dawood Hadees Sharif Books. facebook instagram twitter android

Assalamo Alaikum,
Aapke Feedback Ya Queries Muze Email Kare.
HumareNabi@gmail.com
Har Comments Ka Jawab Dena Possible Nahi Hota.
Muafi Chahta Hun.
Dua Ki Guzarish.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post