Huzoor Sallallahu Alayhi Wasallam Ne Ramzan Kaise Guzare

Hazrat Ummul Momineen Sayyedah Aisha Siddiqa Radiallahu Anha Farmati Hain.

✒HADEES:
Jab Ramzan Ka MAHINA Aata To Huzoor صلى الله عليه وسلم Kamar (Himmat) Kass Lete, Aur Apne Bistar Par Tashrif Na Late... Yahan Tak Ki Ramzan Guzar Jata
{شعب الایمان للبيهقي، فضائل شهر رمضان، جلد-3، صفحہ-310}
Aur Aakhri Ashre Ke Bare Me Farmati Hain.

HADEES
"Huzoor صلى الله عليه وسلم Akhri 10 Dino Me Jo Koshish Farmate (Ibadat Ke Silsile Me) Wo BAQI Dino Me Nahi Farmate
{صحيح مسلم، باب الاجتهاد في العشر الأواخر......إلخ، جلد-1، صفحہ-382}
Ya ALLAH Hame Maahe Ramzan Mubarak Ki Qadr Karne Ki Taufiq Ataa Farma. Aur Jyada Se Zyada Ibadat Karne Ki Taufiq Ata Farma
Aameen
Awwal Aakhir Durood.
Like Our Official Facebook Page:
www.facebook.com/HumareNabi
Nazarahmed Khan (Admin)

World's Best Islamic Blog Of Ahle Sunnat Wal Jama'at. Learn Islam And Sunnah Quran Wa Islamic Hadees In Roman Urdu. Hadees E Nabwi Collection. Hadith Online. Sahih Bukhari Muslim Ibne Maja Nasai Abu Dawood Hadees Sharif Books. facebook instagram twitter android

Assalamo Alaikum,
Aapke Feedback Ya Queries Muze Email Kare.
HumareNabi@gmail.com
Har Comments Ka Jawab Dena Possible Nahi Hota.
Muafi Chahta Hun.
Dua Ki Guzarish.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post