Namaz Me Apni Nazre Aasman Ki Taraf Na Uthaye

Hadees:

Anas Bin Malik (RadiAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
RasoolAallah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya

"Logo Ko Kya Hua Hai
Jo Namaz Me Apni Nazrein Aasman Ki Taraf Uthatey Hain?

Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Iss Baat Se Nihayat Sakhti Se Roka,
Yaha Tak Ki Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya Ki,
Log Iss Harkat Se Baaz Aa Jaye Warna Unki Aankhon Ki Beenaii (Eye Sight) Le Li Jayegi”.-
(Sahih Bukhari, Vol 1)

Nazarahmed Khan (Admin)

World's Best Islamic Blog Of Ahle Sunnat Wal Jama'at. Learn Islam And Sunnah Quran Wa Islamic Hadees In Roman Urdu. Hadees E Nabwi Collection. Hadith Online. Sahih Bukhari Muslim Ibne Maja Nasai Abu Dawood Hadees Sharif Books. facebook instagram twitter android

Assalamo Alaikum,
Aapke Feedback Ya Queries Muze Email Kare.
HumareNabi@gmail.com
Har Comments Ka Jawab Dena Possible Nahi Hota.
Muafi Chahta Hun.
Dua Ki Guzarish.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post