Wasila/Tawassul Se Dua Mangna Jaiz Hai

Huzoor Sallallaaho Alaihi Wasallam Farmate Hai

"Innama Ana Qasimun Wallaho Yuti"

"Beshak ALLAH deta hai
Aur main Taqsim Karta Hu"
(Bukhari Sharif, Vol. 1, Page 16)

SAHIH HADEES ME WASILE KA SABOOT:

Hazrat FAARUK-E-AAZAM NE BARISH KE LIYE DUA
Huzoor KE CHACHA
Hazrat ABBAS KE WASILE SE MANGI
(BUKHARI, Jild 1, Safa137)

Sarkar Sallallaaho Alaihi Wasallam Farmate Hai,
"Beshak, Ali Mujh Se Hai Aur Main Ali Se Hu,
Aur Ali Har Momin Ke
Madadgar Hai,
Mere Baad."
(Tirmiji Sharif, Vol. 2, Page.212)

Asal Me Ye Madad ALLAH Ta'ala Hi Ki Madad Hoti Hai Magar
Wasila Koi ALLAH Rabbul Alameen Ke Mehboob Bande Bante Hai
Jesa Ke Hadees Sharif Se Sabit Hai.
Yaha Ye Aqeeda Jaruri Hai Ke Denewala Sirf ALLAH Hai.
Bus ALLAH Ke Mehboob Bande Jariya Hai
Alhumdulillah

Nazarahmed Khan (Admin)

World's Best Islamic Blog Of Ahle Sunnat Wal Jama'at. Learn Islam And Sunnah Quran Wa Islamic Hadees In Roman Urdu. Hadees E Nabwi Collection. Hadith Online. Sahih Bukhari Muslim Ibne Maja Nasai Abu Dawood Hadees Sharif Books. facebook instagram twitter android

Assalamo Alaikum,
Aapke Feedback Ya Queries Muze Email Kare.
HumareNabi@gmail.com
Har Comments Ka Jawab Dena Possible Nahi Hota.
Muafi Chahta Hun.
Dua Ki Guzarish.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post