Abu Lahab ne bhi Milaad-E-Mustafa (ﺻﻠﻞ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ وسلم) manaya?

Jab Huzoor( ﺻﻠﻞ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ وسلم ) Ki Wiladat Hui tab Abu lahab Ki Laundi (Ghulam Aurat/Lady Slave) Sobiya Ne Abu Lahab Se Kaha Ki Tujhe Bhatija Hua hai
Is Khushi Me Abu Lahab Ne Apni Us Laundi Ko Ungli K Ishare Se
Azad Kiya Tha.

"Par Jab Abu-Lahab Mar Gaya To Uske Baad Ahl-e-Khana Ne Use Khuwab Mein Buri Halat Mein Dekha To Usse Puchha
"Tera Kya Haal Hai"

To Abu- Lahab Ne Kaha
"Maine Tumhare Baad Koi Bhalaa'ee Nahi Payi Lekin Mujhe Us Ungli Se Paani Diya Jata
Hai Is Se Maine Hazrat Muhammad (ﺻﻠﻞ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ وسلم) Ki Wiladat Ki Khushi Mein Sobiya Ko Aazad Kiya Tha"
(Sahih Bukhari, Vol. 1, Page 153, Hadith No 5101, Kitaabun Nikaah)

Nazarahmed Khan (Admin)

World's Best Islamic Blog Of Ahle Sunnat Wal Jama'at. Learn Islam And Sunnah Quran Wa Islamic Hadees In Roman Urdu. Hadees E Nabwi Collection. Hadith Online. Sahih Bukhari Muslim Ibne Maja Nasai Abu Dawood Hadees Sharif Books. facebook instagram twitter android

Assalamo Alaikum,
Aapke Feedback Ya Queries Muze Email Kare.
HumareNabi@gmail.com
Har Comments Ka Jawab Dena Possible Nahi Hota.
Muafi Chahta Hun.
Dua Ki Guzarish.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post